Thursday, March 9, 2017

Holi songs.....

Dekho Aayi Holi
Holi ho hey...
Holi aayi rang phut pade
Yeh chalak chalak
Woh dhalak dhalak
Phir baaje ghungru dhol bade yeh
Yeh chalak chalak
Woh dhamak dhamak
Sab nikle hain pee peeke ghade
Woh dhumak dhumak
Yeh lapak lapak
Cham cham naache pariyo ki dhunein
Yeh thirak thirak
Yeh chalak chalak
Woh matak matak
Woh dhalak dhalak
Yeh chalak chalak
Woh dhamak dhamak
Yeh lapak lapak
Woh dhumak dhumak
Yeh thirak thirak
Woh matak matak

Hey..
haa haa haa ha...


(Dekho aayi holi rang layi holi
chali picthkari uda hain gulaal
banke hain ghata mann jhum utha
rang chalke hain neele hare laal) - 2

Rang reli mein rang khelungi
Rang jaaungi
Rang gehre hain
Abke saal
Ab hamein koi rokey nahi
Ab hamein koi tokey nahi
Ab hone do ho jo bhi haal
Dekho aayi holi rang layi holi
Chali picthkari uda hai gulaal
Banke hain ghata mann jhum utha
Rang chalke hain neele hare laal

hoo...
Bheegi choli chunari bhi geeli hui
Sajnaji dekho main neeli hui
Thodi thodi tu jo nashili hui
Patli kamar lachkili hui
Mann kyon na behke
Tan kyon na dehke
Tum reh reh ke
Mat pheko yeh nazaron ka jaal
Ab hamein koi rokey nahi
Ab hamein koi tokey nahi
Ab hone do ho jo bhi haal
Dekho aayi holi rang layi holi
Aaj hua ek sa kamaal
Rang aaise ude dekhane mein lage
Koi range hawao ke baal
(Chandi ki thaal se leke gulaal
ab radha se khelenge holi murari
radha bhi natkhat hain
palti woh jhatpat hain
maari kanhaiyaa ko hain pichkaari) - 2
Dekhane wale toh dang hue hain
Ke holi mein dono ho sang hue hai
Toh radha kanha ek rang hue hain
Kaun hain radha kaun hain kanha
Kaun yeh samjha kaun yeh jaana


ho o o...
Holi mein jo sajni se nayan lade
Thaami hain kalaai ke baat badhe
Teer se jaise mere mann mein gade
Teri yeh nazariya jo mujhpe pade
Jo yeh raas rache
Jo yeh dhoom mache
Koi kaise bache
Hamse poocho na
Tum yeh sawaal
Ab hamein koi rokey nahi
Ab hamein koi tokey nahi
Ab hone do ho jo bhi haal
(Chorus 1)
Ab hamein koi rokey nahi
Ab hamein koi tokey nahi
Ab hone do ho jo bhi haal
Dekho aayi holi rang layi holi
Chali picthkari uda hain gulaal
Banke hain ghata mann jhum utha
Rang chalke hain neele hare laal
aaye...Holi Holi...
Holi Ke Din
Chalo saheli - 2
Chalo re saathi - 2
Ye pakdo
Ye (pakadoo) - 4 ise na chhodo
Arra arra arra baiya na todo,
Oye thaher ja babhi, arey jare sharabi
Kya ho raja gali mein aaja
Holi holi gaaon ki gori o nakharewaali
Dungi main gali arre raamu ki saali, holi re holi

(Holi ke din dil khil jaate hain rangon mein rang mil jaate hain)-2
gile shikwe bhul ke doston dushman bhi gale mil jaate hain
Chorus 1

Holi hain

Gori tere rang jaisaa thodasa main rang bana lu
Aa tere gulabi gaalon se thoda sa gulaal chura lu
(Jare ja deewane tu holi ke bahane tu)-2
Chhed na mujhe besaram
Puchh le zamane se aise hi bahane se liye aur diye dil jaate hain
Holi ke din dil khil jaate hain rango mein rang mil jaate hain


Rang Barse
Rang barse bheege chunar wali, rang barse
Are kaine maari pichkaari tori bheegi angiya
O rangrasia rangrasia, ho
Rang barse bheege chunar wali, rang barse...

Sone ki thaali main jona parosa
Are, sone ki thaali main jona parosa
Haan, sone ki thaali main jona parosa
Are, khaye gauri ka yaar balam tarse rang barse
Holi hai!!!
O, Rang barse bheege chunar wali, rang barse...

Launga elaichi ka, are launga elaichi ka
Launga elaichi ka? Haan
Are launga elaichi ka beeda lagaya
Haan, launga elaichi ka beeda lagaya
Chabe gauri ka yaar, balam tarse
Holi hai!!!
O, Rang barse bheege chunar wali, rang barse ...

Are, bela chameli ka sez bhichhaya
Bela chameli ka, sez bhichhaya
Are, bela chameli ka sez bhichhaya
Haan, bela chameli ka sez bhichhaya
Soye gauri ka yaar, balam tarse
Holi hai!!!
O, Rang barse bheege chunar wali, rang barse...

No comments:

Post a Comment